Mein Maa Anjani Ka Lala Shree Ram Bhakt Matvala,
Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka,
Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥
Mein Ram Dut Ban Aaya Sita Ka Pata Lagaya,
Tu Ahankar Mein Ankdha Tu Ne Apana Rob Jamaya,
Bahar Andar Se Kala Karta Raha Gad Bad Jhala,
Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka,
Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥
Mujhe Jor Se Bhukh Lagi Thi Socha Thoda Phal Khalu,
Ye Soch Ko Ped Chadha Tha Is Ped Ki Aag Bujhalu,
Kiya Jambu Ne Ghotala Mere Hatth Se China Nivala,
Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka,
Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥
Meine Akshy Ko Hai Mara Aa Meghnatha Lalkara,
Jab Ek Chali Na Uski Bramasta Mujh Pe Dara,
Bramha Ka Naam Rakh Dala Mein Bandha Gaya Bajrang Bala,
Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka,
Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥
Phir Tu Gusse Mein Aaya Apor Mujhe Khub Dhamkaya,
Meri Puch Mein Aag Lagae Na Jyada Samay Gavaya,
Vaha Bhadki Asi Jwala Lanka Ka Hua Diwala,
Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka,
Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥
BhaktiBharat Lyrics
Kahe Bhulne Lanka Jalae Teri Akal Mein Kuch Na Aae,
Lanka Vidhwans Karke Ab Let Gaya Anuyae,
Na Japi Ram Ki Mala Ho Gaya Kutumba Ka Gala,