Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare (लौट के आजा नंद के दुलारे - भजन)


Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare,
Ummid Lagaye,
Na Jaane Mera,
Laala Kab Aaye ॥
Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare ॥

Ankrur Aaya Mere Dil Ka,
Wo Tukda Le Gaya,
Chandni Chakori Mein,
Darshan Ko Tarse,
Darshan Ko Tarse,
Naina Bichare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare ॥

Madhuban Hau Suna Suna,
Suni Hai Sari Ye Nagariya,
Pyasi Hai Byakul Naina,
Aa Jao Banke O Bihari,
Yaado Main Tumhari,
Yaado Main Tumhari Roye,
Naina Hamare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare,
Maiya Yashoda Tujhko Pukare ॥

Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare,
Ummid Lagaye,
Na Jaane Mera,
Laala Kab Aaye ॥
लौट के आजा नंद के दुलारे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
लौट के आजा नंद के दुलारे, उम्मीद लगाए, ना जाने मेरो, लाला कब आए ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..