Lehar Lehar Lehra Gayi Re Meri Maa Ki Chunariya (लहर लहर लहरा गई रे, मेरी माँ की चुनरियाँ, माँ की चुनरियाँ: भजन)


Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Maa Ki Chunariya,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥
Udake Chunariya Barasane Ko Pahunchi,
Udake Chunariya Barasane Mein Pahunchi,
Radha Ji Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Udake Chunariya Ayodhya Ko Pahunchi,
Udake Chunariya Ayodhya Mein Pahunchi,
Sita Ji Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Udake Chunariya Haridham Ko Pahunchi,
Udake Chunariya Haridham Mein Pahunchi,
Laxmi Ji Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Udake Chunariya Kailash Ko Pahunchi,
Udake Chunariya Kailash Mein Pahunchi,
Gaura Ji Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Udake Chunariya Mevad Ko Pahunchi,
Udake Chunariya Mevad Mein Pahunchi,
Meera Ji Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Udake Chunariya Kirtan Mein Pahunchi,
Udake Chunariya Kirtan Mein Pahunchi,
Bhakton Ke Maan Ko Bha Gae Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥

Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya,
Maa Ki Chunariya,
Meri Maa Ki Chunariya,
Lehar Lehar Lehra Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya ॥
लहर लहर लहरा गई रे, मेरी माँ की चुनरियाँ, माँ की चुनरियाँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लहर लहर लहरा गई रे, मेरी माँ की चुनरियाँ, माँ की चुनरियाँ, मेरी माँ की चुनरियाँ, लहर लहर लहरा गयी रे, मेरी माँ की चुनरियाँ ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni

Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni । Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Karunamayi Kripamayi Meri Dayamayi Radhe

Karunamayi Kirpamayi, Meri Dayamayi Radhe ॥

Vrindavan Ke O Banke Bihari

Hum Tumhare Paraye Nahi Hai, Gair Ke Dar Pe Aaye Nahin Hai, Hum Tumhare Purane Pujari, Hum Tumhare Purane Pujari, Hamse Parda Karo Na Murari, Vrindavan Ke O Banke Bihari ॥

Aai Bhagon Me Bahar Jhula Jhule Radha Rani

Aai Baagon Mein Bahar, Jhoola Jhoole Radha Pyari । Jhoole Radha Pyari, Haan Jhoole Radha Pyari ॥