Lo Ram Lalla Hum Aa Gaye (लो राम लाल हम आ गए: भजन)


Lo Ram Lalla Hum Aa Gaye,
Mandir Bhi Wahi Bana Gaye,
Jo Kaam Na Koi Kar Saka Modi Yogi Karva Gaye ॥
Sadhe Panch So Saal Tak Ban Na Paya Mandir,
Pichale Sattar Salon Se Prabhu Rahe Tent Ke Andar,
Ye Mahapurush Avatari Hai Vanvas Prabhu Ka Mit Gaye,
Jo Kaam Na Koi Kar Saka Modi Yogi Karva Gaye ॥

Siya Khoj Mein Jese Hanuman Kar Gaye Sagar Ko Paar,
Mukta Kiye Raghunandan Modi Hai Koi Avatari,
Hanuman Ke Jese Durlav Kitane Chamatkar Dikhala Gaye,
Jo Kaam Na Koi Kar Saka Modi Yogi Karva Gaye ॥

Chandralok Se Jyada Sundar Sadi Ayodhya Khas Ye,
22 Janvari San 24 Ka Yaad Rakho Itihash Ye,
Shree Ram Ki Pran Pratistha Ka Udghatan Modi Kara Gaye,
Jo Kaam Na Koi Kar Saka Modi Yogi Karva Gaye ॥
लो राम लाल हम आ गए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लो राम लाल हम आ गए, मंदिर भी वही बना गए, जो काम न कोई कर सका मोदी योगी करवा गए ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Maiya Pass Mere Rahna Door Jana Nahi

O Maiya Paas Mere Rahana, Door Jana Nahin, Sar Pe Tera Hath Ho, Dil Ke Arma Yahi, O Maiya Paas Mere Rahna, Door Jana Nahin ॥

Maiya Tumhare Charno Me

Milta Hai Sachcha Sukh Kewal, Maiya Tumhare Charnon Mein, Yah Vinti Hai Har Pal Maiya, Rahe Dhyan Tumhare Charnon Mein, Milta Hai Sachcha Sukh Kewal ॥

Jis Ghar Mein Maiya Ka Sumiran Hota

Jis Ghar Mein Maiya Ka, Sumiran Hota,Us Ghar Mein Har Pal, Anand Hota, Maan Ka Paawan Naam Bada, Man Bhaavan Hota, Jis Ghar Mein Maiya Ka, Sumiran Hota, Us Ghar Mein Har Pal, Anand Hota ॥

Meri Maiya Ne Odhi Laal Chunari

Meri Maiya Ne Odhi Laal Chunari, Hero Moti Jadi Gotedar Chunri, Hero Moti Jadi Gotedar Chunri, Kamal Chunri, Kamal Chunri ॥

Sherawali Ka Sacha Darbar Hai

Sherawali Ka Sacha Darbar Hai, Yahan Pe bharate bhakto ke bhandar Hai, Sachcha Darabar Hai, Bharate Bhandar Hai, Sherawali Ka Sacha Darbar Hai, Yahan Pe bharate bhakto ke bhandar Hai ॥