Maa Khajane Baithi Khol Ke (मां खजाने बैठी खोल के: भजन)


Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Dukh Sabke Harti Jay Ho,
Bhandar Hai Bharti Jay Ho,
Taqdir Badalti Jara Der Na Lagti,
Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke ॥
Yahan Harapal Dati Bantati,
Khushiyon Ke Moti,
Yahan Sukh Ke Sare,
Ratnon Ki Hai Barish Hoti,
Jo Chahie Le Lo Jay Ho,
Aawaje De Lo Jay Ho,
Ye Maa Ka Dar hai,
Tumhai Kisi Ka Dar Hai,
Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke ॥

Maa Roj Yahan Kangalo Ko,
Dhanwan Banati,
Wo Jhopadi Ko Bangala,
Aalishan Banati,
Har Aasha Teri Jay Ho,
Kar Degi Puri Jay Ho,
Biswas Rakho,
Phir Jadu Dekho,
Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke ॥

Wo Mitti Ko Bhi Chhu Le To,
Sona Ban Jata,
Are Usi Se Bhiksha Leta,
Jag Ka Bhagya Vidhata,
Jo Jag Ki Dati Jay Ho,
Jo Sabko Deti Jay Ho,
Tumko Bhi Degi,
Humko Bhi Degi,
Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke ॥

Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Dukh Sabke Harti Jay Ho,
Bhandar Hai Bharti Jay Ho,
Taqdir Badalti Jara Der Na Lagti,
Sherawali Maa Khajane Baithi Khol Ke,
Jyotawali Maa Khajane Baithi Khol Ke ॥
मां खजाने बैठी खोल के: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शेरावाली माँ खजाने बैठी खोल के, जोतावाली माँ खजाने बैठी खोल के, दुख सबके हरती जय हो, भंडार है भरती जय हो, तकदीर बदलती जरा देर ना लगती, जोतावाली माँ खजाने बैठी खोल के, शेरावाली मां खजाने बैठी खोल के ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena

Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena, Ab Tak Jo Nibhaya Hai, Age Bhi Nibha Dena, Age Bhi Nibha Dena, Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena ॥

Shiv Tandav Stotram And Kon Hai Woh From Bahubali

Jata Kata Hans Bhramabhramanni Limp Nirjhari, Vilolavi Chivallari Virajaman Murdhani...

Itni Vinti Hai Tumse Hai Bhole Mere

Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Vaise Hi Aage Aur Nibha Lena Tum, Itni Vinti Hain Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere ॥