Maa Vaishno Ke Dar Pe Kamal Ho Gaya (माँ वैष्णो के दर पे, कमाल हो गया: भजन)


Maa Vaishno Ke Dar Pe,
Kamal Ho Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥
Maa Ke Dar Pe Jo Bhi,
Sawali Aa Gaya,
Lout Ke Wo Dar Sew,
Kabhi Khali Na Gaya,
Waha Asi Pakadi,
Mein Nihal Ho Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥

Katar Ki Vadiyan Ka,
Nur Nirala,
Jisko Maa Bulati,
Bada Kismat Wala,
Maan Mein Maa Ke Darshan Ka,
Khayal Aa Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥

Chad Ke Chadhaiyan,
Maa Ke Dar Jo Aaya,
Jisne Jo Manga,
Wo Var Hai Paya,
Dwar Maa Ke Jake,
Khushhal Ho Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥

Chgaranon Mein Maa Ke Jhukaya,
Jisne Shish,
Dhanya Hua Pa Ke,
Wo Maa Ka Aashish,
Maa Ke Rang Mein Rang Mein,
Lale Laal Ho Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Maa Vaishno Ke Dar Pe,
Kamal Ho Gaya,
Bhagat Jo Bhi Aaya,
Malamal Ho Gaya ॥
माँ वैष्णो के दर पे, कमाल हो गया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ वैष्णो के दर पे, कमाल हो गया, भगत जो भी आया, मालामाल हो गया ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Maa Vaishno Ke Dar Pe Kamal Ho Gaya Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye