Maan Ki Gati Pachad Chale Bajrangbali (मन की गति पछाड़ चलें बजरंगबली: भजन)


Maan Ki Geet Pachad Chale ॥
Doha- Yaad Aa Gaya Jab Bhul Pana,
To Garje Pawan Kumar,
Sita Maa Ka Pata Lagane,
Chale Hai Sagar Paar ॥

Maan Ki Geet Pachad Chale,
Badalon Ko Phad Chale,
Sinha Sa Dahad Chale,
Bajarngbali,
Bajarngbali Bajarngbali,
Bajarngbali Mere Bajarngbali ॥

Mrutyu Bhay Se Saham Gae,
Kampne Lagi Thar Thar,
Sindhu Hua Natmastak,
Dekhata Hai Bas Dar Dar,
Pawan Pita Sahiyogi,
Saath Chal Pade Sar Sar,
Puspa Lutane Nav Se,
Devata Anjali Bhar Bhar,
Rudra Ke Avatar Chale,
Badalon Ko Phad Chale,
Sinha Sa Dahad Chale,
Bajarngbali,
Bajarngbali Bajarngbali,
Bajarngbali Mere Bajarngbali ॥

Dev Danuj Yaksh Manuj,
Prashn Baar Baar Kare,
Shrashti Ke Sukhand Khand,
Khand Hahakar Kare,
Anjani Ke Laal,
Mahakal Kuchh Ujarenge,
Hanuman Shaayad,
Ravan Ko Aaj Marenge,
Roop Ajab Dhaar Chale,
Badalon Ko Phad Chale,
Sinha Sa Dahad Chale,
Bajarngbali,
Bajarngbali Bajarngbali,
Bajarngbali Mere Bajarngbali ॥

Rasto Ka Avarodh,
Har Virodh Kar Diya Nishphal,
Kapikumaar Lanka Mein,
Gae To Mach Gayi Halachal,
Vatika Ashok To,
Ujaadana Bahana Tha,
Maut Jisame Ravan Ki,
Ban Leke Jana Tha,
Dhundh Ke Vo Ban Chale,
Badalon Ko Phad Chale,
Sinha Sa Dahad Chale,
Bajarngbali,
Bajarngbali Bajarngbali,
Bajarngbali Mere Bajarngbali ॥

Maan Ki Geet Pachad Chale,
Badalon Ko Phad Chale,
Sinha Sa Dahad Chale,
Bajarngbali,
Bajarngbali Bajarngbali,
Bajarngbali Mere Bajarngbali ॥
मन की गति पछाड़ चलें बजरंगबली: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन की गति पछाड़ चलें, बादलों को फाड़ चले, सिंह सा दहाड़ चले, बजरंगबली, बजरंगबली बजरंगबली, बजरंगबली मेरे बजरंगबली ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chandan Hai Is Desh Ki Mati

Chandan Hai Is Desh Ki Mati, Tapobhoomi Har Gram Hai . Har Bala Devi Ki Pratima, Bachcha Bachcha Ram Hai

Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai

Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai, Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai, Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai, Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Bharat Hai Pehchan Meri

Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri, Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai, Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei, Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Vande Mataram - National Song

National Anthem - Jana Gana Mana

Hamara Pyara Hindudweep

Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Ab Utho Jago Hey Aaryavir! Uttaal Prachand Samarasindhu Samip, Hey Subhat-Vikat-Vikaral-Kal, Prakhar-Prabal-Shur-Shastrapani Mahip,
Vishvahrday Yah Bharat-Bhushit, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip ॥