Maat Ang Chola Saje Har Rang Chola Saje (मात अंग चोला साजे - भजन)


Hai Maa, Hai Maa, Hai Maa, Hai Maa
Maat Ang Chola Saje,
Har Rang Chola Saje
Maat Ki Mahima Dekho,
Jyot Din Raina Jage

Tu Odhe Lal Chunariya,
Gahano Se Kare Shringar
Shero Par Kare Savari,
Tu Shakti Ka Avtar
Tere Tej Bahare Do Naina,
Tere Adharon Par Muskan
Tere Dware Sheesh Jhukaye,
Kya Nirdhan Kya Balvan
Tere Hi Naam Ka Maat,
Jagat Mein Danka Baje
Maat Ang Chola Saje...

Uncha Hai Mandir Tera,
Uncha Tera Asthan
Dani Kya Koi Duja,
Maa Hoga Tere Saman
Jo Aae Shraddha Leke,
Vo Le Jae Vardan
Hai Mata Tu Bhagato Ke,
Sukh Duhkh Ka Rakhe Gyan
Tere Charano Mein Aake,
Bhagy Kaise Na Jage

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
मात अंग चोला साजे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मात अंग चोला साजे, हर रंग चोला साजे, मात की महिमा देखो, ज्योत दिन रैना जागे...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo

Maiya Mori Main Nahin Makhan Khayo । Bhor Bhayo Gaiyan Ke Paachhe, Madhuvan Mohin Pathayo ।

Banke Bihari Re Door Karo Dukh Mera

Banke Bihari Re Door Karo Dukh Mera, Door Karo Dukh Mera, Bihari Ji..

Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota

Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota, Tujhe Shyam Apna Banaya Na Hota ॥ Na Hoti Tamanna Hi, Tere Milan Ki,

Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki

Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki, Koi Mat Karo Re Maror

Madan Gopal Sharan Teri Aayo

Madan Gopal Sharan Teri Aayo, Charan Kamal Ki Seva Deejai, Chero Kari Raakho Ghar Jaayo, Madan Gopal Sharan Teri Aayon ॥