Maharaj Vinayak Aao (महाराज विनायक आओ: भजन)


Ganaraj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥Ranat Bhawan Se Aavo Ni Gajanan,
Sang Mein Riddhi Siddhi Lyaavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aavo,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Bramha Ji Aavo Deva Vishnu Padharo,
Sang Mein Saraswati Le Aavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aavo,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Nandiye Sawari Shiv Bhola Padharo,
Sang Mein Parvati Ne Lyaavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Singh Sawari Navdurge Padharo,
Sang Mein Kala Gaura Lyaavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Lile Sawari Baba Ramdev Aavo,
Sang Mein Metal Rani Lyaavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aavo,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Tansen Deva Tharo Yash Gaave,
Bhulya Ne Raah Batavo,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

Ganaraj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao,
Maharaj Vinayak Aao,
Mhaari Sabha Mein Rang Barsao ॥

आरती गणपती की | आओ जी गजानन आओ | श्री सिद्धिविनायक तेरी आरती गाऊं | गणपती बप्पा मोरया | श्री सिद्धिविनायक नमः
महाराज विनायक आओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणराज विनायक आओ, म्हारी सभा में रंग बरसाओ, महाराज विनायक आओ, म्हारी सभा में रंग बरसाओ ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Visarjan BhajanGanesh Katha BhajanGauri Nandan BhajanParvati Putra Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Poojan Gauri Chali Siya Pyari

Poojan Gauri Chali Siya Pyari, Sang Sakhin Ke Janak Nandini, Chali Mudit Manhari

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya

Le Chal Apni Nagariya, Awadh Bihari Sanwariyan । Awadh Bihari Sanwariya, Len Chal Apni Nagariya ।

Jo Prem Gali Me Aaye Nahi

Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin, Priyatam Ka Thikana Kya Jane

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita, Ayodhya Sundar Saj Gayi Re, Sundar Saj Gayi Re Ayodhya...