Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi (मैं तो अपने श्याम की दीवानी बन जाउंगी - भजन)


Main to Apne Shyam Ki,
Diwani Ban Jaungi,
Diwani Ban Jaungi,
Mastani Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki,
Diwani Ban Jaungi ।
Jab Mere Shyam Ji Ko Bhookh Lagegi,
Makhan Ki Matki Aur Mishri Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi ।

Jab Mere Shyam Ji Ko Pyaas Lagegi,
Mithi Mithi Dahiya Ki Lassi Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi ।

Jab Mere Shyam Ji Ko Neend Aayegi,
Resham Ki Chadar Aur Takiya Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi ।

‘Chitr Vichitr’ Ne Shor Machaya,
Man Mohan Ke Man Ki Rani Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi ।
Bhaktibharat Lyrics

Main to Apne Shyam Ki,
Diwani Ban Jaungi,
Diwani Ban Jaungi,
Mastani Ban Jaungi,
Main to Apne Shyam Ki,
Diwani Ban Jaungi ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मैं तो अपने श्याम की दीवानी बन जाउंगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो अपने श्याम की दीवानी बन जाउंगी, दीवानी बन जाउंगी, मस्तानी बन जाउंगी...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanChitra Vichitra Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥