Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki (मैंने रटना लगाई रे, राधा तेरे नाम की: भजन)


Maine Ratna Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥
Meri Alkon Mein Radha,
Meri Palkon Mein Radha,
Maine Bindiya Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥

Meri Chunri Mein Radha,
Meri Dulri Mein Radha,
Maine Chudi Khankai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥

Mere Naino Radha,
Mere Baino Mein Radha,
Maine Payal Chhankai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥

Mere Ang Ang Radha,
Mere Sang Sang Radha,
Gopal Bansi Bajai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥
Bhaktibharat Lyrics

Maine Ratna Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki,
Shri Radha Tere Naam Ki,
Kishori Tere Naam Ki,
Maine Mehndi Lagai Re,
Radha Tere Naam Ki ॥
मैंने रटना लगाई रे, राधा तेरे नाम की: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैंने रटना लगाई रे, राधा तेरे नाम की, मैंने मेहंदी लगाई रे, राधा तेरे नाम की...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanChitra Vichitra Bhajan

Other Popular Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki Video

By Mridul Krishna Shastri Ji

By Sadhvi Purnima Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥