Maiya Aavegi Maiya Aavegi (मैया आवेगी मैया आवेगी: भजन)


Maiya Aavegi Maiya Aavegi,
Sanche Maan Se Yaad Karoga,
Ruk Na Pawegi,
Maiya Aavegi Maiya Aavegi ॥
Bulawe Tabariya,
Ya Daudi Aave Hai,
Aansuda Bhakta ka,
Dekh Na Pawe Hai,
Aake Mhare Sar Pe Ya To,
Haath Firayegi,
Sanche Maan Se Yaad Karoga,
Ruk Na Pawegi,
Maiya Aavegi Maiya Aavegi ॥

Maa Ki Mamta Ko To,
Koi Bhi Mel Nahi,
Bhed Na Bhab Kare,
Maa So Koi Aur Nahi,
Moh Maaya Se Aake Mhane,
Maiya Bachawegi,
Sanche Maan Se Yaad Karoga,
Ruk Na Pawegi,
Maiya Aavegi Maiya Aavegi ॥

Aanch Na Awegi,
Laaj Na Jawegi,
Bharosa Karle tu,
Ya Saath Nibhavegei,
‘Sooraj’ Kave Suni Bagiya Mein,
Phool Khilavegi,
Sanche Maan Se Yaad Karoga,
Ruk Na Pawegi,
Maiya Aavegi Maiya Aavegi ॥

Maiya Aavegi Maiya Aavegi,
Sanche Maan Se Yaad Karoga,
Ruk Na Pawegi,
Maiya Aavegi Maiya Aavegi ॥
मैया आवेगी मैया आवेगी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैया आवेगी मैया आवेगी, सांचे मन से याद करोगा, रुक ना पावेगी, मईया आवेगी मईया आवेगी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥