Maiya Ab Humko Bhi Taro (मैया अब हमको भी तारो: भजन)


Tera Hai Sara Jamana,
Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Humko Bhi Taro Maiya Humko Bhi Taro,
Charon Mein De Do Thikana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥
Humne Suna Hai Tumne Dhyanu Ko Tara,
Humne Suna Hai Tumne Dhyanu Ko Tara,
Shish ka karke Bahana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Tara Hai Sara Jamana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥

Humne Suna Hai Tumne Sridhar Ko Tara,
Humne Suna Hai Tumne Sridhar Ko Tara,
Kanya ka Karke Bahana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Tara Hai Sara Jamana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥

Humne Suna Hai Tumne Bhairav Ko Tara,
Humne Suna Hai Tumne Bhairav Ko Tara,
Parvat Ka Karke Bahana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Tara Hai Sara Jamana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥

Humne Suna Hai Tumne Laakhon Ko Tara,
Humne Suna Hai Tumne Laakhon Ko Tara,
Meri Bhi laaj Bachana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Tara Hai Sara Jamana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥

Tera Hai Sara Jamana,
Maiya Ab Humko Bhi Taro,
Humko Bhi Taro Maiya Humko Bhi Taro,
Charon Mein De Do Thikana,
O Maiya Ab Humko Bhi Taro ॥
मैया अब हमको भी तारो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तारा है सारा जमाना, मैया अब हमको भी तारो, हमको भी तारो मैया हमको भी तारो, चरणों में दे दो ठिकाना, ओ मईया अब हमको भी तारो ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥