Maiya Ri Jagdambe (मैया री जगदम्बे: भजन)


Maiya Ri Jagdambe,
Mere Maan Mein Basa Tera Pyar,
Aaja Darshan De Ek Baar,
Maiya Ri Jagdambe ॥
Main Balak Nadan Bhawani,
Kar Mera Kalyan Bhawani,
De Sadbuddhi Gyaan Bhawani Ri,
Maiya Ri Karo Dil Ke Dur Vikaar,
Aaja Darshan De Ek Baar,
Maiya Ri Jagdambe ॥

Rakhiyo Maa Mera Khayal Bhawani,
Na Chahiye Dhan Maal Bhawani,
Sab Ki Preapal Bhawani Ri,
Maiya Ri Tu Hi Sab Jag Ki Adhar,
Aaja Darshan De Ek Baar,
Maiya Ri Jagdambe ॥

Hai Dil Mein Biswas Tumhara,
Kar Do Hruday Mein Ujiara,
Dole Ya Naiya Dur Kinaara Ri,
Maiya Ri Meri Naav Padi Majadhaar,
Aaja Darshan De Ek Baar,
Maiya Ri Jagdambe ॥
मैया री जगदम्बे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैया री जगदम्बे, मेरे मन में बसा तेरा प्यार, आजा दर्शन दे एक बार, मईया री जगदम्बे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhole Ke Naam Ka Pyala Piyege

Bhole Ke Naam Ka Pyala Piyege, Bhole Ke Naam Ka Jap Hum Karenge, Masti Mein Jhumenge Nache Gayenge, Jab Bhi Bhole Mere Damru Bajayenge ॥

Sankat Harlo Mangal Kardo Pyare Shiv Gaura Ke Lal

Sankat Harlo Mangal Kardo, Pyare Shiv Gaura Ke Lal, Ab Vinati Sunle Ganpati Deva ॥

Dekar Sharan Apani Apne Mein Sama Lena

Barapa Hai Kehar Bhole Aakar Ke Bacha Lena, Dekar Sharan Apni Apne Mein Sama Lena ॥

Teri Mand Mand Mushakniya Pe Balihar

Teri Mand-mand Muskaniya Pe, Balihar Sanware Ju । Teri Mand-mand Muskaniya Pe