Maiya Ri Maiya Ek Khilona Dilwa De (मैया री मैया एक खिलौना दिलवा दे - भजन)


Maiya Ri Maiya Ek Khilauna-
Chhota Sa Dilawa De
Chabi Bharkar Jab Chhod to
Ek Hi Ratan Laga De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam
Sun Maiya Sun Maiya
Mujhe Ek Khilauna Dilawa De
Sun Maiya Sun Maiya
Mujhe Ek Khilauna Dilawa De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam
Na Main Chahoon Hathi Ghoda
Na Koi Baje Vala
Mujhko to Bas Aaj Dila De
Mohan Murali Wala
Batan Daba Den Hi Vah Jhat Se
Murli Madhur Baja De
Chabi Bharkar Jab Chhod to
Ek Hi Ratan Laga De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam

Mor Mukut Ho Pyara-pyara
Mere Man Bas Jaye
Jo Murli Ki Dhun Sun Le
Wah Masti Mein Kho Jaye
Pag Mein Payal Chham Chham Baje
Sabko Nach Nacha De
Chabi Bharkar Jab Chhod to
Ek Hi Ratan Laga De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam

Shyam Sundar Murli Wale Ko
Apna Aaj Bana Loon
Maatru Datt Yadi Mile Khilauna
Soya Bhagya Jaga Doon
Der Karo Mat Ab Meri Maiya
Jaldi Se Dilawa De
Chabi Bharkar Jab Chhod to
Ek Hi Ratan Laga De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam

Sun Maiya Sun Maiya
Mujhe Ek Khilauna Dilawa De
Bole Shyam Shyam Shyam
Bole Shyam Shyam Shyam
मैया री मैया एक खिलौना दिलवा दे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैया री मैया एक खिलौना- छोटा सा दिलवा दे, चाबी भरकर जब छोड़ तो, एक ही रटन लगा दे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanChitra Vichitra BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanChildren BhajanBaal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥