Man Ki Tarang Mar Lo Bas Ho Gaya Bhajan (मन की तरंग मार लो - भजन)


Man Ki Tarang Mar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ।
Aadat Buri Sanwar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥
Aaye Ho Tum Kahan Se, Jaoge Tum Kahan ।
Itna Hi Vichar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Koi Tumhe Bura Kahe, Tum Sun Kar Kshama Karo ।
Vani Ka Swar Sambhal Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Neki Sabhi Ke Sath Mein Ban Jaye to Karo ।
Mat Sar Bandi Ka Har Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Najro Mein Teri Dosh Hai, Duniya Niharte ।
Samta Ka Anjan Dhal Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Yah Mahal Madiya Na Tere Sath Jayegi ।
Satguru Ki Mahima Jan Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Anmol Brahmanand Jo Chahiye Sada ।
Ghat Ghat Mein Ram Nihar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

Man Ki Tarang Mar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ।
Aadat Buri Sanwar Lo, Bas Ho Gaya Bhajan ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मन की तरंग मार लो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन। आदत बुरी संवार लो, बस हो गया भजन॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ghar Me Padharo Gajanan Ji

Ghar Mein Padharo Gajananji, Mere Ghar Mein Padharo, Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja...

Jai Ganesh Gauri Nandan

Jai Ganesh Gauri nandan Din Ke Dayala, Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala, Jai Ganesh Gauri Nandan ॥

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Gaiye Ganpati Jagvandan Shankar Suwan

Gaiye Ganpati Jagvandan, Shankar Suwan Bhawani Nandan, Ganpati Jagvandan,
Gaiye Ganpati Jagvandan ॥

Om Jai Gauri Nanda

Om Jai Gauri Nanda, Prabhu Jai Gauri Nanda, Ganpati Anand Kanda, Ganpati Anand Kanda, Main Charnan Vanda, Om Jai Gauri Nanda ॥