Mann Mai Basakar Teri Murti (मन में बसाकर तेरी मूर्ति: आरती )


Mann Mein Basakar Teri Murti,
Utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥
Mann Mein Basakar Teri Murti,
Utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥
Karuna Karo Kasht Haro Gyan Do Bhagwan,
Bhav Mein Phasi Naav Meri Taar Do Bhagwan,
Karuna Karo Kasht Haro Gyan Do Bhagwan,
Bhav Mein Phasi Naav Meri Taar Do Bhagwan,
Dard Ki Dava Tumhare Paas Hai,
Jindagi Daya Ki Hai Bheekh Mangti ।
mann Mein Basakar Teri Murti,
utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥

Mangu Tujhse Kya Mein Yahi Sochu Bhagwan,
Jindagi Jab Tere Naam Kardi Arpan,
Mangu Tujhse Kya Mein Yahi Sochu Bhagwan,
Jindagi Jab Tere Naam Kardi Arpan,
Sab Kuchh Tera Kuchh Nahin Mera,
Chinta Hai Tujhko Prabhu Sansar Ki ।
mann Mein Basakar Teri Murti,
utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥

Ved Teri Mahima Gaye Sant Kare Dhyan,
Narad Gungan Kare Chhede Veena Taan,
Ved Teri Mahima Gaye Sant Kare Dhyan,
Narad Gungan Kare Chhede Veena Taan,
Bhakt Tere Dwar Karte Hai Pukar,
Daas Aniruddh Teri Gaye Aarti ।
mann Mein Basakar Teri Murti,
utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥
Bhaktibharat Lyrics

mann Mein Basakar Teri Murti,
Utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥
Mann Mein Basakar Teri Murti,
Utaru Mein Girdhar Teri Aarti ॥
मन में बसाकर तेरी मूर्ति: आरती - हिन्दी में पढ़ें
मन में बसाकर तेरी मूर्ति, उतारू में गिरधर तेरी आरती ॥ करुणा करो कष्ट हरो ज्ञान दो भगवन...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanAniruddhacharya Ji Bhajan

Other Popular Mann Mai Basakar Teri Murti Video

Deepika Pandey

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥