Mann Me to Aave Bhajan Banau (मन में तो आवे भजन बनाऊं - भजन)


Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Bhajan Bana Ke Baalasa
Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun ...
Buddhi Hai Kori, Gyaan Bhi Nahin Hai
Kaise Bakhaanu Tujhe Shabd Hi Nahin Hai
Buddhi Hai Kori, Gyaan Bhi Nahin Hai
Kaise Bakhaanu Tujhe Shabd Hi Nahin Hai
Bhaavon Ke Bhanvar Se Baalaasa-2, Kaise Paar Paun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Bhakt Shiromani Raam Ke Ho Pyaare
Ashtasiddhi Ke Daata Siya Ke Dulaare
Bhakt Shiromani Raam Ke Ho Pyaare
Ashtasiddhi Ke Daata Siya Ke Dulaare
Sinduri Chola Vaale-2, Kaise Main Rijhaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Adbhut Roop Hai Ati Manabhaavan
Tum Ho Prabhuji Mere, Patito Ke Paavan
Adbhut Roop Hai Ati Manabhaavan
Tum Ho Prabhuji Mere, Patito Ke Paavan
Dvaar Khada Mai Tere-2, Mehar Teri Paun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Main Hun Gareeb Tum Gareeb Nawaz Ho
Mere Har Sawal Ka Prabhu Tum Hi Javaab Ho
Main Hun Gareeb Tum Gareeb Navaaz Ho
Mere Har Sawal Ka Prabhu Tum Hi Javaab Ho
Tumase Hi Hasti Meri-2, Tumhi Mein Samaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Bhajan Bana Ke Baalasa
Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhako Rijhaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun
Mann Mein to Aave Bhajan Banaun ...
मन में तो आवे भजन बनाऊं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन में तो आवे भजन बनाऊं, भजन बना के बालासा, भजन बना के बालासा तुझको रिझाऊं..
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path BhajanHanuman Gadi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chandan Hai Is Desh Ki Mati

Chandan Hai Is Desh Ki Mati, Tapobhoomi Har Gram Hai . Har Bala Devi Ki Pratima, Bachcha Bachcha Ram Hai

Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai

Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai, Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai, Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai, Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Bharat Hai Pehchan Meri

Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri, Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai, Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei, Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Vande Mataram - National Song

National Anthem - Jana Gana Mana

Hamara Pyara Hindudweep

Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Ab Utho Jago Hey Aaryavir! Uttaal Prachand Samarasindhu Samip, Hey Subhat-Vikat-Vikaral-Kal, Prakhar-Prabal-Shur-Shastrapani Mahip,
Vishvahrday Yah Bharat-Bhushit, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip ॥