Manne Acha Laage Se (मने अच्छा लागे से: भजन)


Siya Ram Ji Ke Charanon Ke Das Balaji,
Bhakton Ke Rahate Sada Paas Balaji,
Shri Ram Ji Ke Dut Bade Khas Balaji,
Tere Dam se Chale Meri Saans Balaji,
Tera Salasar Darbar Tane Puje Ye Sansar,
Teri Gunje Jay Jaykar Manne Acha Lage Se,
Mata Anjani Ke Laal Teri Kaoi Na Misal,
Tere Tan Mein Hai Ram Tere Maan Mein Hai Ram,
Tanne Kahan Ram Ram Manne Acha Lage Se ॥
Main To Ho Gaya Tha Bada Majbur Balaji,
Charanon Se Ho Gaya Tha Dur Balaji,
Tere Naam Ka Ye Chad Gaya Sarur Balaji,
Teri Bhakti Se Ho Ya Mashur Balaji,
Tune Bharadi Meri Goj Teri Krapa Se Moj,
Tere Dar Pe Aana Roj Manne Acha Lage Se,
Tere Tan Mein Hai Ram Tere Maan Mein Hai Ram,
Tanne Kahan Ram Ram Manne Acha Lage Se ॥

Tere Unche Unche Dekhun Jo Nishan Balaji,
Dil Mein Jage Sai Arman Balaji,
Tune Bhar Di Meri Goj Teri Krapa Se Moj,
Tere Dar Pe Aana Roj Manne Acha Lage Se,
Tere Tan Mein Hai Ram Tere Maan Mein Hai Ram,
Tanne Kahan Ram Ram Manne Acha Lage Se ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tere unche unche Dekhun Jo Nishaan Balaji,
Dil Mein Jage Sai Arman Balaji,
Tune Jag Mein Kari Hai Unchi Shaan Balaji,
Dekh Duniya Badi Hai Pareshan Balaji,
Narasi Dharata Tera Dhyaan Ataki Tere Mein Hi Jaan,
Mittal Karata Gunagan Manne Achchha Lage Se,
Tere Tan Mein Hai Ram Tere Maan Mein Hai Ram,
Tanne Kahan Ram Ram Manne Acha Lage Se ॥
मने अच्छा लागे से: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे ऊंचे ऊंचे देखूं जो निशान बाला जी, दिल में जगे सै अरमान बाला जी, तूने भर दी मेरी गोज तेरी कृपा से मौज, तेरे दर पे आना रोज मने अच्छा लागे सै, तेरे तन में है राम तेरे मन में है राम, तन्ने कहना राम-राम मने अच्छा लागे सै ॥
Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanPunjabi BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aadi Ant Mera Hai Ram

Aadi Ant Mera Hai Ram, Un Bin Aur Sakal Bekaam ॥

Parades Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum

Parades Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum, Kaise Jiyenge Hum Kanhaiya, Kaise Jiyenge Hum,
Dil Leke Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum ॥

Tumhari Yaad Aati Hai Batao Kya Karen Mohan

Tumhari Yaad Aati Hai, Batao Kya Karen Mohan, Tumhari Yaad Aati Hai, Batao Kya Karen Mohan ॥

Khul Gaya Bank Radha Rani Ke Naam Ka

Khul Gaya Baink Radha, Raani Ke Naam Ka, Baitha Banke Manager, Kanha Nandganv Ka, Baitha Banke Manager, Kanha Nandganv Ka ॥

Janme Janme Krishna Kanhai Badhai De De Ri Maiya

Janmo Janmo Krushan Kanhae, Badhae De De Ri Maiya, De De Ri Maiya, Badhae De De Ri Maiya, Janmo Janmo Krushan Kanhae, Badhae De De Ri Maiya ॥