Manva Kheti Karo Hari Naam Ki (मनवा खेती करो हरी नाम की - भजन)


Paisa Na Laage Rupaya Na Laage,
Na Laage Kavdi Damdi,
Bolo Ram Ram Ram,
Bolo Shyam Shyam Shyam,
Manva Kheti Karo Hari Naam Ki ॥
Man Ke Bail Guru Disha Bhatke,
Rassi Lagao Guru Gyan Ki,
Bolo Ram Ram Ram,
Bolo Shyam Shyam Shyam,
Manva Kheti Karo Hari Naam Ki ॥

Kahat Kabira Sun Bhai Sadhu,
Bhakti Karo Hari Har Ki,
Bolo Ram Ram Ram,
Bolo Shyam Shyam Shyam,
Manva Kheti Karo Hari Naam Ki ॥
मनवा खेती करो हरी नाम की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पैसा ना लागे रुपया ना लागे, ना लागे कवडी दमड़ी, बोलो राम राम राम
Bhajan Hari Ram BhajanShri Shayam BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanVishnu Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥