Mera Dil To Deewana Ho Gaya Murli Wale Tera (मेरा दिल तो दीवाना हो गया, मुरली वाले तेरा: भजन)


Mera Dil to Deewana Ho Gaya,
Murli Wale Tera,
Murli Wale Tera,
Kamli Wale Tera,
Jabse Najar Se Najar Mil Gai Hai,
Ujde Chaman Ki Kali Khil Gai Hai,
Najron Ka Nishana Ho Gaya,
Murli Wale Tera
Pranon Ke Pyare Kahan Chhup Gaye Ho,
Nainon Ke Tare Kahan Chhup Gaye Ho,
Mera Dil Mein Thikana Ho Gaya,
Murli Wale Tera

Tu Mera Pyara-pyara Main Tera Pagal,
Teri Najar Ne Kiya Dil Mera Ghayal,
Tu to Sabka Sahara Ho Gaya,
Murli Wale Tera

Deewangi Ne Kya-kya Dikhaya,
Apna Bana Ke Mujhe Jag Se Chhudaya,
Tu to Sab Ka Nishana Ho Gaya,
Murli Wale Tera
मेरा दिल तो दीवाना हो गया, मुरली वाले तेरा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरा दिल तो दीवाना हो गया, मुरली वाले तेरा,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanMaithili Thakur Bhajan

Other Popular Mera Dil To Deewana Ho Gaya Murli Wale Tera Video

By Singer Prem Mehra

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mukund Madhav Govind Bol Bhajan

Mukund Madhav Govind Bol । Keshav Madhav Hari Hari Bol

Indore Se Chalkar Aaya Hun Mere Baba

Indore Se Chalkar Aaya Hun, Mere Baba Tere Darshan Ke Liye, Ek Phool Gulab Ka laya Hun, Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥

Jay Mahesh Jay Mahadeva

Tere Dar Pe Aa To Gaya Hun, Raah Dikha De Mujhko kabil Kar De, Dukhiyan Pe Kirapa Karo Karun Teri Seva, Jay Mahesh Jay Mahadeva, Jay Mahesh Jay Mahadeva ॥