Mere Angana Me Tulsi Ka Vyah Sakhiyo (मेरे अंगना में तुलसी का ब्याह सखियों - भजन)


Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Aaj Tulsi Ka Solah Sringar Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Tulsi Ke Byaah Mein Ganpat Ji Aaye।
Ganpat Ji Aaye Sang Mein Riddhi Siddhi Laaye।
Riddhi Siddhi Barsaaye Suhag Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।

Tulsi Ke Byaah Mein Bhole Ji Aaye।
Bhole Ji Aaye Sang Mein Gaura Ko Laaye।
Gaura Rani Barsaaye Suhag Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।

Tulsi Ke Byaah Mein Vishnu Ji Aaye।
Vishnu Ji Aaye Sang Mein Lakshmi Ji Ko Laaye।
Lakshmi Ji Barsaye Suhag Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।

Tulsi Ke Byaah Mein Ram Ji Aaye।
Ram Ji Aaye Sang Mein Sita Ji Ko Laaye।
Sitaji Barsaye Suhag Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon।
Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon।
मेरे अंगना में तुलसी का ब्याह सखियों - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे अंगना में तुलसी का ब्याह सखियों । पत्ते पत्ते पे मोहन का नाम सखियों । आज तुलसी का सोलह सृंगार सखियों..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanTulsi Vivah BhajanTulsi BhajanTulsi Pujan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Pyare Ki Hai Sarkar Hame Dar Kahe Ho

Shyam Pyare Ki Hai Sarakar, Hamen Dar Kahe Ko, Kahe Ko Dar Kahe Ko, Neele Vale Ki Hai Sarakar,
Hamen Dar Kahe Ko ॥

Shyam Eso Jiya Me Samay Gayo Ri

Shyam Aiso Jiya Mein, Samae Gayo Ri, Mere Tan Man Ki, Sudhbudh Bhulaay Gayo Ri ॥

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai

kishori le chal parli paar, radhike le chal parli paar, shyama chal parli paar...

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale

Jeevan Hai Tere Havale, Muraliya Vale, Tere Hath Ki, Hum Kath Putli Tere Hath Ki, Chahe Jaise Nachale

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...