Mere Bigde Bana Do Kaaj (मेरे बिगड़े बना दो काज़: श्री गणेश भजन)


Najre Karma Se Teri,
Meri Jindegi Sawar Gae,
Khali Thi Jholi Meri Daata,
Jo Pal Mein Bhae Gae v
Mere Bigde Bana Do Kaaj,
O Mere Ganpati Ji Maharaj,
O Mere Ganpati Ji Maharaj,
Ab Rakh Lena Meri Laaj,
O Mere Ganpati Ji maharaj,
Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥

Tum Buddhi Ke Daata Ho,
Sare Jag Ke Vidhata Ho,
Ho Devo Ke Sartaj,
O Mere Ganpati Ji maharaj,
Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥

Mujhr Tune Sawara Hai,
Diya Mujhko Sahara Hai,
Mein Dar Pe Khada Hun Aaj,
O Mere Ganpati Ji maharaj,
Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥

Maa Gaura Ke Pyare Ho,
Aor Shiv Ke Dulare Ho,
Mere Prana Karo Sab Kaaj,
O Mere Ganpati Ji maharaj,
Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tere Dar Pe Hun Aayenge,
Aor Jhum Ke Gayenge,
Avishek Binati Karta Hai Aaj,
O Mere Ganpati Ji maharaj,
Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥
मेरे बिगड़े बना दो काज़: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे बिगड़े बना दो काज़, ओ मेरे गणपति जी महाँराज, ओ मेरे गणपति जी महाँराज, अब रख लेना मेरी लाज़, ओ मेरे गणपति जी महाँराज, मेरे बिगड़े बना दो काज़ ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥