Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari (मेरे देवा गजानंद की महिमा न्यारी - भजन)


Mere Deva Gajanand Ki Mahima Niyari,
Mata Gaura Shiv Pita Tripurari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥
Pahale Pooja Hove Jagat Mein Tumhari,
Sur Nar Muni Jan Tere Pujari,
Pahane Vastr Peela Tilak Sohe Niyara,
Sohe Moosa Ki Hardam Sawari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari,
Mata Gaura Shiv Pita Tripurari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Maya Teri Ajab Hai Roop Hai Nirala,
Khole Apne Bhakto Ki Kismat Ka Tala,
Bhog Lage Ladduvan Ka Tumhe Pyara Pyara,
Laage Pooja Mein Paan Supari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari,
Mata Gaura Shiv Pita Tripurari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Chaar Bhuja Bado Pet Lambi Soond Wale,
Bharte Jholi Khaali Soopa Se Kaan Wale,
Dena Riddhi Siddhi Gyan Bhandar Bharna,
‘sanjo’ Aai Duariya Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari,
Mata Gaura Shiv Pita Tripurari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari,
Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

आरती गणपती की | आओ जी गजानन आओ | श्री सिद्धिविनायक तेरी आरती गाऊं | गणपती बप्पा मोरया | श्री सिद्धिविनायक नमः
मेरे देवा गजानंद की महिमा न्यारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे देवा गजानंद की महिमा न्यारी, माता गौरा शिव पिता त्रिपुरारी, जय हो जय हो गजानंद तुम्हारी, जय हो जय हो गजानंद तुम्हारी ॥
Bhajan Ganesh Visarjan BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanVinayak Chaturthi BhajanSiddhi Vinayak BhajanAshtavinayak Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..