Mere Ghar Maiya Aai Hai (मेरे घर मईया आई है - भजन)


Mere Ghar Maiya Aai Hai , Soi Takadir Jagai Hai
Soi Takadir Jagai Hai……….2
Mere Ghar Maiya Aai Hai , Maiya Ne Bigdi Banai Hai
1 ) Aaj Bada Hi Shubh Din Aaya Hai…2
Aur Sang Mein Khushiyan Laya Hai…2
Mere Man Ki Kali Khilai Hai…2
Mere Ghar Maiya Aai Hai………2

2 ) Aao Chunri Laal Udaye Ham…2
Charnon Mein Sheesh Jhukaye Hum…2
Maan Ki Jyoti Lahrai Hai…2
Mere Ghar Maiya Aai Hai…2

3 ) Sab Jhoom Nache Gayenge…2
Meva Mishthan Mangayenge…2
Daati Ne Daya Barsai Hai…2
Mere Ghar Maiya Aai Hai..2

4 ) Aaj Hai Maiya Ka Jagrata…2
Bhoolan Tyagi Mil Gun Gata…2
Meri Duvidha Sakal Mitai Hai…2
Mere Ghar Maiya Aai Hai…2
मेरे घर मईया आई है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे स्वागत में मैया जी, मैंने पलके बिछाई है, मैंने पलके बिछाई है मैंने पलके बिछाई है, चली आओ मेरी मैया, घड़ी शुभ फिर से आई है, तेरे स्वागत में मईया जी, मैंने पलके बिछाई है ॥
Bhajan Maiya BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanMata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥