Mere Hanuman Ka To Kaam Hi Nirala Hai (मेरे हनुमान का तो, काम ही निराला है: भजन)


Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Nirala Hai ॥
Doha – Atulitbaldham Hemshailabhadeham,
Danujavankrishanum,
Gyaninamagragniyam,
Sakal Gun Nidhan,
Vanranamdhish,
Raghupatipriyambhaktam,
Vaatjaat Namami ॥

Shree Tulasi Das Ju Ke Pad Kamala,
Main Barambar Manaun,
Gun Gaun Shree Ram Ji Ke,
Shree Hanumat Hove Sahaye ॥

Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Niraala Hai,
Ram Ka Dulara,
Maiya Anjanee Laala Hai ॥

Laal Sindur Ise,
Bada Pyara Lage,
Laal Chole Main Mera,
Baba Nyara Lage,
Mera Bajarangi Ram,
Naam Ka Matwala Hai,
Ram Ka Dulara Hai,
Maiya Anjanee Laala Hai,
Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Niraala Hai,
Ram Ka Dulara,
Maiya Anjanee Laala Hai ॥

Mangal Ko Janme,
Mangal Hai Karate,
Bade Bade Bhut Pret Bhi,
Hanumat Se Darate,
Sare Bhakto Ka Ye,
BajarangI Rakhawala Hai,
Ram Ka Dulara Hai,
Maiya Anjanee Laala Hai,
Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Niraala Hai,
Ram Ka Dulara,
Maiya Anjanee Laala Hai ॥

Dukho Ko Dur Kare,
Sare Sankat Ko Hare,
Jo Bhi Aaye Dar Pe,
Jholi Khushiyo Se Bhare,
Sare Sankat Ko Isane,
Pal Hi Bhar Mein Tala Hai,
Ram Ka Dulara Hai,
Maiya Anjanee Laala Hai,
Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Niraala Hai,
Ram Ka Dulara,
Maiya Anjanee Laala Hai ॥

Mere Hanuman Ka To,
Kaam Hi Niraala Hai,
Ram Ka Dulara,
Maiya Anjanee Laala Hai ॥
मेरे हनुमान का तो, काम ही निराला है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे हनुमान का तो, काम ही निराला है, राम का दुलारा, मईया अंजनी लाला है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥