Mere Maan Mein Base Hai Ram Mere Tan Mein Base Hai Ram (मेरे मन में बसे है राम, मेरे तन में बसे है राम: भजन)


Chati Chir Ke Hanuman Ne,
Bata Diya Shree Ram,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥
Jis Vastu Mein Ram Nahin,
Vah Vastu Na Aae Kaam,
Jis Vastu Mein Ram Nahin,
Vah Vastu Na Aae Kaam,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥

Ram Kaj Kiye Bina,
Mohe Kahan Vishram,
Ram Kaj Kiye Bina,
Mohe Kahan Vishram,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥

Ram Naam Sumiran Se,
Samundar Paar Gaye Hanuman,
Ram Naam Sumiran Se,
Samundar Paar Gaye Hanuman,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥

Chati Chir Ke Hanuman Ne,
Bata Diya Shree Ram,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram,
Mere Maan Mein Base Hai Ram,
Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥
मेरे मन में बसे है राम, मेरे तन में बसे है राम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
छाती चिर के हनुमान ने, बता दिए श्री राम, मेरे मन में बसे है राम, मेरे तन में बसे है राम, मेरे मन मे बसे है राम, मेरे तन में बसे है राम ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aali Ri Mohe Lage Vrindavan Neeko

Lage Vrindavan Nikko, Aali Mohe Lage Vrindavan Nikko । Lage Vrindavan Nikko

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...