Mere Sanwariya Sarkar Teri Ho Rahi Jay Jaykar (मेरे साँवरिया सरकार तेरी हो रही जय जयकार - भजन)


Sare Jag Mein Danka Baje Ho Rahi Jai Jaikar
Ek Hi Naam Gunj Raha Hai Jai Sanvariya Sarkar
Jay Jai Sanwariya Seth Teri Mahima Hai Mahan
Tere Dar Par Jo Bhi Aaya Woh Ban Gaya Hai Dhanwan ॥
Setho Ka Yeh Seth Hai, Deen Dukhiyon Ka Daatar
Sare Jag Mein Chalti Hai,Bhakton Sanware Ki Sarkar
Sanvariya Seth Ke Darbar Men, Bhakton Ki Bheed Apar
Jholi Bhar Bhar Le Jaate Hain Dekho, Loota Raha Hai Sarkar
Jay Jai Sanwariya Seth Teri Mahima Hai Mahan
Tere Dar Par Jo Bhi Aaya Woh Ban Gaya Hai Dhanwan ॥

Teri Kripa Se Chalta Dhandha, Teri Kripa Se Vyapar
Har Ghar Mein Khushhali Chhai,Gunje Jai Jaikar
Jis Par Teri Najar Pad Jaye Ho Jaye Beda Par
Bigdi Bante Hain Sanwariya Seth Mere Palanhar
Jay Jai Sanwariya Seth Teri Mahima Hai Mahan
Tere Dar Par Jo Bhi Aaya Woh Ban Gaya Hai Dhanwan ॥

Koi Dhan Mange Koi Maan Mange, Koi Mange Parivar
Sab Ki Ichchha Puri Karte Hain Mere Pyare Lakhdtar
Nam Tumhara Japate-Japate Hum Ho Jaye Bhavpar
Dil Se Dilbar Jo Bhi Pukare Sunte Hain Sarkar
Jay Jai Sanwariya Seth Teri Mahima Hai Mahan
Tere Dar Par Jo Bhi Aaya Woh Ban Gaya Hai Dhanwan ॥
मेरे साँवरिया सरकार तेरी हो रही जय जयकार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सारे जग में डंका बाजे हो रही जय जयकार, एक ही नाम गूंज रहा है जय साँवरिया सरकार, जय जय सांवरिया सेठ तेरी महिमा है महान, तेरे दर पर जो भी आया वो बन गया है धनवान ॥
Bhajan Sanwariya Sarkar BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥