Mere Sarkar Aaye Hain (मेरे सरकार आये है - भजन)


Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain ॥
Pakharo Inke Charon Ko,
Baha Kar Prem Ki Ganga,
Baha Kar Prem Ki Ganga,
Bicha Do Apni Palko Ko,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain ॥

Sarkar Aa Gaye Hai Mere Garib Khane Mein,
Aaya Hai Dil Ko Sukun Unake Karib Aane Mein,
Muddt Se Pyasi Akhiyo Ko Mila Aaj Vo Saagar,
Bhataka Tha Jisako Paane Ke Khaatir Is Zamaane Mein ॥

Umad Aai Meri Aankhe,
Dekh Kar Apne Baba Ko,
Dekh Kar Apne Baba Ko,
Hue Roshan Meri Galiyan,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain ॥

Tum Aakar Fir Nahi Jana,
Meri Is Suni Duniya Se,
Meri Is Suni Duniya Se,
Kahun Har Dam Yahi Sab Se,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain ॥

Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Mere Sarkar Aaye Hain,
Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa,
Mere Sarkar Aaye Hain ॥
मेरे सरकार आये है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पखारो इनके चरणो को, बहा कर प्रेम की गंगा, बहा कर प्रेम की गंगा, बिछा दो अपनी पलको को, मेरे सरकार आये है, सजा दो घर को गूलशन सा, मेरे सरकार आये है ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Mere Sarkar Aaye Hain Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee

Jai Sita Ram Ki, Jai Radhe Shyam Ki। Ram Nam Laddu...