Mere Tan Mein Bhi Ram Mere Maan Mein Bhi Ram (मेरे तन में भी राम, मेरे मन में भी राम: भजन)


Mere Tan Mein Bhi Ram,
Mere Maan Mein Bhi Ram,
Rom Rom Mein Samaaya Tera Naam Re,
Meri Saanso Mein Tera Hi Naam Re ॥
Jaise Chanda Mein Ram,
Jaise Suraj Mein Ram,
Ambar Taaron Mein Samaaya Tera Naam Re,
Meri Saanso Mein Tera Hi Naam Re ॥

Jaise Bhilani Ke Ram,
Jaise Mira Ke Shyaam,
Nar Naari Mein Samaaya Tera Naam Re,
Meri Saanso Mein Tera Hi Naam Re ॥

Jaise Seeta Ke Ram,
Jaise Raadha Ke Shyaam,
Patte Patte Mein Samaaya Tera Naam Re,
Meri Saanso Mein Tera Hi Naam Re ॥

Mere Tan Mein Bhi Ram,
Mere Maan Mein Bhi Ram,
Rom Rom Mein Samaaya Tera Naam Re,
Meri Saanso Mein Tera Hi Naam Re ॥
मेरे तन में भी राम, मेरे मन में भी राम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे तन में भी राम, मेरे मन में भी राम, रोम रोम में समाया तेरा नाम रे, मेरी सांसो में तेरा ही नाम रे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Bhajan: Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Me

Man Leke Aaya, Mata Rani Ke Bhawan Main, Bada Sukh Paya, Bada Sukh Paya, Mata Rani Ke Bhawan Main