Meri Maa Ko Khabar Ho Gayi (मेरी मां को खबर हो गई: भजन)


Kaise Kah Dun,
Dua Beashar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥
Ponchhe Aansu Meri Maa Ne,
Bade Pyar Se,
Dil To Bhar Aaya Aur,
Aankhen Naam Ho Gae,
Kaise Kah Dun,
Dua Beashar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥

Maa Ke Charnon Ko ChuKar,
Nihal Ho Gaya,
Kuch Na Bola Phir Bhi,
Maa Ko Khabar Ho Gae,
Kaise Kah Dun,
Dua Beashar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥

Puchha Logon Ne Maa Ke,
Dar Se Kya Mil Gaya,
Meine Bola Mujhe,
Jine Ki Dagar Mil Gae,
Kaise Kah Dun,
Dua Beashar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥

Kaise Kah Dun,
Dua Beashar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae,
Main Roya,
Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥
मेरी मां को खबर हो गई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कैसे कह दूँ, दुआ बेअसर हो गई, मैं रोया, मेरी माँ को खबर हो गई, मैं रोया, मेरी मां को खबर हो गई ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge