Meri Maiya Daya Karna Main Tere Bharose Hun (मेरी मैया दया करना, मैं तेरे भरोसे हूँ:भजन)


Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun,
Sherawali Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun,
Main Tere Bharose Hun,
Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun ॥
Tera Daman Tham Liya,
Bas Tujhse Prem Kiya,
Muskil Aae Jab Jab,
Bas Tera Naam Liya,
Bas Tera Naam Liya,
Mera Saath Tu Dena Maa,
Main Tere Bharose Hun,
Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun ॥

Jag Ne China Mujhse,
Mujhe Jo Bhi Laga Pyara,
Jab Jita Gaye Mujhse,
Mein Har Dam Hi Hara,
Mein Har Dam Hi Hara,
Meri Baah Tham Lo Maa,
Main Tere Bharose Hun,
Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun ॥

Mujhko Hai Bhasosa Tera,
Tera Viswas Hai,
Mujhko To Jagdambe,
Bas Teri Aash Hai,
Bas Teri Aash Hai,
Mujhe Apna Bana Lo Maa,
Main Tere Bharose Hun,
Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun ॥
BhaktiBharat Lyrics

Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun,
Sherawali Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun,
Main Tere Bharose Hun,
Meri Maiya Daya Karna,
Main Tere Bharose Hun ॥
मेरी मैया दया करना, मैं तेरे भरोसे हूँ:भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी मैया दया करना, मैं तेरे भरोसे हूँ, शेरावाली दया करना, मैं तेरे भरोसे हूँ, मैं तेरे भरोसे हूँ, मेरी मईया दया करना, मैं तेरे भरोसे हूँ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥