Meri Naiya Paar Lagegi Maa Khadi Hai Tu Us Paar (मेरी नैया पार लगेगी, माँ खड़ी है तू उस पार: भजन)


Meri Naiya Paar Lagegi,
Maa Khadi Hai Tu Us Paar,
Na Koi Majhi Saath Mein,
Na Haathon Patavar ॥
Jivan Rupi Nav Bhawani,
Chalti Tere Dam Pe Maa,
Rahe Barasata Yun Hi Dadi,
Pyar Tumhara Humpe Maa,
Maa Bankar Rahna Yun Hi,
Maa Bankar Rahna Yun Hi,
Naiya Ki Khevanahar,
Na Koi Majhi Saath Mein,
Na Haathon Patavar ॥

Mujhe Yakin Hai Bin Bole Hi,
Dadi Daudi Aaegi,
Majhadharon Mein Ataki Naiya,
Aake Paar Lagayegi,
Ye Atal Bharosha Meri,
Ye Atal Bharosha Meri,
Mere Jivan Ka Aadhar,
Na Koi Majhi Saath Mein,
Na Haathon Patavar ॥

Naino Ki Putali Mein Dadi,
Har Pal Tera Basera Hai,
‘Harsh’ Kahe Tumase Jeevan Mein,
Hardam Naya Sawera Hai,
De Sparsh Tere Haathon Ka,
De Sparsh Tere Haathon Ka,
Kar ‘Swati’ Ka Uddhar,
Na Koi Majhi Saath Mein,
Na Haathon Patavar ॥

Meri Naiya Paar Lagegi,
Maa Khadi Hai Tu Us Paar,
Na Koi Majhi Saath Mein,
Na Haathon Patavar ॥
मेरी नैया पार लगेगी, माँ खड़ी है तू उस पार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी नैया पार लगेगी, माँ खड़ी है तू उस पार, ना कोई माझी साथ में, ना हाथों पतवार ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat