Meri Zindagi Sanwar Jaye (मेरी ज़िन्दगी सवर जाए - भजन)


Meri Zindagi Sanwar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Tamanna Phir Machal Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥
Aur Jo Kuch Hai Tor,
Tera Tujhako Saumpata,
Guruvar Kya Laage Hai Mor,
Nabjen Javab De Chuki,
Saans Ka Kuch Pata Nahi,
Aaj Ka Din To Kat Gaya,
Kal Ki Mujhe Khabar Nahi,
Teri Krpa Se Beniyaz,
Kaun Si Shay Mili Nahin,
Jholi Hi Meri Tang Hai,
Tere Yahan Kami Nahin ॥

Sar Bhi Hai Peshe Najar,
Iske Age To Bata De,
Kya Hai Najrana Tera ॥

Chalak Te Ankh Ke Aansu,
Kahi Bekar Na Ho Jaye,
Kahi Bekar Na Ho Jaye,
Charan Chu Kar Bane Moti,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Meri Jindegi Sawar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥

Karm Se Ban Gaya Patthar,
Nahi Hai Roop Mera Koi,
Nahi Hai Roop Mera Koi,
Salike Se Sawar Jaun,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Meri Jindegi Sawar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥

Bina Tere O Manmohan,
Main Murjha Sa Hi Rahta Hun,
Main Murjha Sa Hi Rahta Hun,
Chaman Maan Ke Ye Khil Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Meri Jindegi Sawar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥

Nahi Milte Ho Tum Mujhse,
To Moh Duniya Se Hota Hai,
To Moh Duniya Se Hota Hai,
Kate Sare Ye Bhav Bandhan,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Meri Jindegi Sawar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥

Bhatakta Rahta Hun Dar Dar,
Tere Didar Ke Khatir,
Tere Didar Ke Khatir,
Bhatakna Chut Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Meri Jindegi Sawar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥

Meri Zindagi Sanwar Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao,
Tamanna Phir Machal Jaye,
Agar Tum Milne Aa Jao ॥
मेरी ज़िन्दगी सवर जाए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी ज़िन्दगी सवर जाए, अगर तुम मिलने आ जाओ, तमन्ना फिर मचल जाये, अगर तुम मिलने आ जाओ ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare