Mero Man Lagyo Barsane Mei Jaha Viraje Radharani (मेरो मॅन लग्यॉ बरसाने मे - भजन)


Bolo Radhe Radhe, Bolo Shyam Shyam
Bolo Radhe Radhe, Bolo Shyam Shyam
Mero Man Lagyo Barsane Mein,
Jahan Viraje Radha Rani,
Man Hatyo Duniyandari Se,
Man Hatyo Duniyandari Se,
Jahan Mile Khara Pani,

Mujhe Duniyan Se Nahi Koi Kaam,
Mujhe Duniyan Se Nahi Koi Kaam,
Main to Ratu Radha Radha Naam,
Main to Ratu Radha Radha Naam,
Darshan Karoo Subah Shaam,
Darshan Karoo Subah Shaam,
Mere Man Mein Viraje Shyam Deewani,
Jahan Viraje Radha Rani,
॥ Mero Man Lagyo Barsane Mein..॥

Mere Man Mein Na Lage Koi Rang,
Mere Man Mein Na Lage Koi Rang,
Main to Rahoon Santan Ke Sang,
Main to Rahoon Santan Ke Sang,
Mere Man Mein Badhat Umang,
Mere Man Mein Badhat Umang,
Barsana Vreej Ki Rajdhani,
Jahan Viraje Radha Rani,
॥ Mero Man Lagyo Barsane Mein..॥

Mujhe Duniyan Se Nahi Lena Dena,
Mujhe Duniyan Se Nahi Lena Dena,
Ye Jagat Hai Ek Sapna,
Ye Jagat Hai Ek Sapna,
Yaha Koi Nahi Apna,
Yaha Koi Nahi Apna,
Meri Apni Brashbhan Dulari,
Jahan Viraje Radha Rani,
॥ Mero Man Lagyo Barsane Mein..॥

Mero Man Lagyo Barsane Mein,
Jahan Viraje Radha Rani,
Mero Man Lagyo Barsane Mein,
Jahan Viraje Radha Rani,
Man Hatyo Duniyandari Se,
Man Hatyo Duniyandari Se,
Jahan Mile Khara Pani,
॥ Mero Man Lagyo Barsane Mein..॥
मेरो मॅन लग्यॉ बरसाने मे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेंरो मन लग्यो बरसाने में, जहाँ विराजे राधा रानी, मन हट्यो दुनियाँदारी से, मन हट्यो दुनियाँदारी से..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanChitralekhaji Bhajan

Other Popular Mero Man Lagyo Barsane Mei Jaha Viraje Radharani Video

Mero Man Lagyo Barsane Mei Jaha Viraje Radharani By By Poonam Didi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne, Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya

Jis Par Ho Hanuman Ki Kripa

Jis Par Ho Hanuman Ki krpa, Taqdir Ka Dhani Wo Nar Hai, Rakhwala Ho Maruti Nandan, Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Bhajan Pawan Sut ka KIjiye, Naam Amrut Ka Pyala Pijiye ॥

Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan

Hey Purushottam Shriram, Karunanidhan Bhagwan ॥

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥