Mohe Murli Bana Lena (मोहे मुरली बना लेना: भजन)


Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena,
Phir Jo Janm Loon Main,
Mohe Murli Bana Lena,
Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena ॥
Meri Yahi Arji Hai,
Aage Teri Marji Hai,
Range Jis Rang Radha,
Us Rang Mein Ranga Lena,
Mainne Tohe Palko Ke,
Palne Jhulaye Hai,
Sanware Mohe Apne,
Hatho Mein Jhoola Lena,
Phir Jo Janm Loon Main,
Monhe Murli Bana Lena,
Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena ॥

Dikhe Tasveer Teri,
Kanha Meri Ankhiyon Mein,
Mujhe Meri Sakhiyon Ke,
Taano Se Bacha Lena,
Janmo Ki Ye Trishna,
Aise Na Mitegi Krishna,
Prem Se Nihaar Ke Mohe,
Adhron Se Laga Lena,
Phir Jo Janm Loon Main,
Monhe Murali Bana Lena,
Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena ॥

Mohe Moh Maaya Ki,
Dhup Na Chhoo Paye,
Pyare Peetambari Ki,
Chhaiya Mein Chhupa Lena,
‘menka’ Ne Man Mohan,
Tujhme Ramaya Hai,
Tere Sang Preet Lagi,
Ab Duniya Se Kya Lena,
Phir Jo Janm Loon Main,
Monhe Murali Bana Lena,
Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena ॥

Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena,
Phir Jo Janm Loon Main,
Mohe Murli Bana Lena,
Kanha Meri Sanso Pe,
Naam Apna Likha Lena ॥
मोहे मुरली बना लेना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कान्हा मेरी सांसो पे, नाम अपना लिखा लेना, फिर जो जन्म लूँ मैं, मोहे मुरली बना लेना, कान्हा मेरी सांसो पे, नाम अपना लिखा लेना ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥