Mori Maiya Mahan (मोरी मैया महान: भजन)


Mori Maiya Mahan,
Mori Maeeya Mahan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥
Santan Ki Maiya Rakhawali,
Maan Banchhit Phal Dene Wali,
Kare Sabka Kalyan,
Kare Sabka Kalyan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥

Maata Ki Dar Jo Bhi Jawe,
Khali Haath Na Wapas Aave,
Jholi Bharti Maa Aan,
Jholi Bharti Maa Aan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥

Murakh To Gyani Ban Jaye,
Gunga Pancham Swar Mein Gaye,
Deti Mangal Bardan,
Deti Mangal Bardan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥

Mori Maiya Mahan,
Mori Maeeya Mahan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥


Main Nit Dyan Dharat Maa Tera,
Beda Par Karo Maa Mera,
‘Rajendra’ Thahara Nadan,
‘Rajendra’ Thahara Nadan,
Maihar Ki Sharada Bhawani ॥
मोरी मैया महान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोरी मैया महान, मोरी मईया महान, मैहर की शारदा भवानी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Mori Maiya Mahan Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Pyare Ki Hai Sarkar Hame Dar Kahe Ho

Shyam Pyare Ki Hai Sarakar, Hamen Dar Kahe Ko, Kahe Ko Dar Kahe Ko, Neele Vale Ki Hai Sarakar,
Hamen Dar Kahe Ko ॥

Shyam Eso Jiya Me Samay Gayo Ri

Shyam Aiso Jiya Mein, Samae Gayo Ri, Mere Tan Man Ki, Sudhbudh Bhulaay Gayo Ri ॥

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai

kishori le chal parli paar, radhike le chal parli paar, shyama chal parli paar...

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale

Jeevan Hai Tere Havale, Muraliya Vale, Tere Hath Ki, Hum Kath Putli Tere Hath Ki, Chahe Jaise Nachale

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...