Mujh Pe Kripa Karo Mere Maa Anjani Ke Lala (मुझपे कृपा करो मेरे, माँ अंजनी के लाला: भजन)


Mujhape Krpa Karo Mere,
Maa Anjani Ke Laala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala ॥
Khud Ram Bhakt Kahalaye,
Sanjeevani Buti Laye,
Maata Sita Ka Pata Lagakar,
Sare Pharj Nibhaye,
Ab Meri Bari Bala,
Bhakton Main Naam Ho Aala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala ॥

Main Jaanu Mahima Tumhari,
Tum Ajar Amar Abhinasi,
Rakhte Ho Laaj Sabhi Ki,
Shree Ram Ke Tum Ho Pujhari,
Rakho Sano Ko Saran Main Bala,
Bane Shyam Bhakt Matwala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala ॥

Mujhape Krpa Karo Mere,
Maa Anjani Ke Laala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala,
Bhakti Se Bhar Do Gagar,
Meri Bhi Bajarang Bala ॥
मुझपे कृपा करो मेरे, माँ अंजनी के लाला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझपे कृपा करो मेरे, माँ अंजनी के लाला, भक्ति से भर दो गागर, मेरी भी बजरंग बाला, भक्ति से भर दो गागर, मेरी भी बजरंग बाला ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥