Mujhe Kaisi Fikar Saware Sath Tera Hai Gar Saware (मुझे कैसी फिकर सांवरे साथ तेरा है गर सांवरे - भजन)


Mujhe Kaisi Phikar Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware,
Mere Hontho Pe Rahati Hansi,
Koi Gam Na Bas Hai Khushi,
Mujhe Kaisi Fikr Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware ॥
Kitni Mushkil Jo Aaye,
Main to Khilkhilata Rahun,
Teri Kirpa Se Vipdaon Ko,
Door Bhagata Rahoon,
Mujhe Duniya Ki Parwah Nahin,
Siva Tere Koi Chaah Nahin,
Mujhe Kaisi Fikr Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware ॥

Mere Sang Mein Jo Tu Hai,
Main Tere Geet Gata Rahoon,
Teri Chaukhat Pe Hardam Yun Hi,
Shyam Aata Rahoon,
Tune Thama Hai Daman Mera,
Kiya Ahasan Baba Bada,
Mujhe Kaisi Fikr Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware ॥

Teri Mahima Ko Kanha,
Yun Hi Gungunata Rahun,
Apne Hathon Se Sanwariye Ko,
Roj Sajata Rahun,
Kabhi Na Bichhdun Dar Se Tere,
‘Harsh’ Armaan Itne Mere,
Mujhe Kaisi Fikr Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware ॥

Mujhe Kaisi Phikar Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware,
Mere Hontho Pe Rahati Hansi,
Koi Gam Na Bas Hai Khushi,
Mujhe Kaisi Fikr Sanware,
Sath Tera Hai Gar Sanware ॥
मुझे कैसी फिकर सांवरे साथ तेरा है गर सांवरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे कैसी फिकर सांवरे, साथ तेरा है गर सांवरे, मेरे होंठो पे रहती हंसी, कोई गम ना बस है ख़ुशी, मुझे कैसी फ़िक्र सांवरे, साथ तेरा है गर सांवरे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥