Mujhko Radha Raman Kardo Aisa Magan (मुझको राधा रमन, करदो ऐसा मगन: कृष्ण भजन)


Mujhko Radha Raman,
Kardo Aisa Magan,
Ratu Tera Naam,
Main Atho Yam ॥
Karunanidhan Mope Krupa Kar Rijhie,
Brij Mein Basake Mohe Sewa Sukh Dijiye,
Prem Bhardo Maan,
Gaun Tera Bhajan,
Ratu Tera Naam,
Main Atho Yam ॥

Bhav Bhare Bhusno Se Aapko Sajaun Mein,
Nitnav Bhoj Nij Haathon Se Pawaun Mein,
Karo Jab Tum Sayan,
Dabu Tumhare Charan,
Ratu Tera Naam,
Main Atho Yam ॥

Jab Bhi Vihar Karo,
Payri Sang Saanvare,
Phool Ban Jaun Jahan,
Dharo Tum Paanv Re,
Banke Shital Pawan Chu Lun Tera Badan,
Ratu Tera Naam,
Ratu Tera Naam,
Main Atho Yam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tumhai Dekh Jaun Tumhai Dekh Mar Jaun Mein,
Janam Janam Tera Dash Hi Kahaun Mein,
Rakh Lo Apni Sharan,
Kardo Maan Mein Raman,
Ratu Tera Naam,
Main Atho Yam ॥
मुझको राधा रमन, करदो ऐसा मगन: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझको राधा रमन, करदो ऐसा मगन, रटूं तेरा नाम, मैं आठों याम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥