Mushkil Kare Aasan Jo Vo Naam To Hanuman Hai (मुश्किल करे आसान जो, वो नाम तो हनुमान है - भजन)


Mushkil Kare Aasan Jo,
Vo Naam to Hanuman Hai,
Ye Bal Ke Atulit Dham Hai,
Mahadev Ke Avtar Hai ॥
Siyaram Ke Kaaraj Sanware,
Lakhan Ji Ke Pran Ubare,
Ram Jo Sabke Sahare,
Tum Bane Unke Sahare,
Duhkh Sindhu Se Kare Paar Jo,
Vo Naav to Hanuman Hai,
Mushkil Karen Aasan Jo,
Vo Naam to Hanuman Hai ॥

Jis Mukh Mein Inka Naam Hai,
Chinta Ki Phir Kya Baat Hai,
Bhatke Nahin Jag Mein Kabhi,
Jo Hath Inke Hath Hai,
Kar De Asambhav Ko Bhi Sambhav,
Mantr Vo Hanuman Hai,
Mushkil Karen Aasan Jo,
Vo Naam to Hanuman Hai ॥

Mushkil Kare Aasan Jo,
Vo Naam to Hanuman Hai,
Ye Bal Ke Atulit Dham Hai,
Mahadev Ke Avtar Hai ॥
मुश्किल करे आसान जो, वो नाम तो हनुमान है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुश्किल करे आसान जो, वो नाम तो हनुमान है, ये बल के अतुलित धाम है, महादेव के अवतार है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...