Naam Lega Jo Bajrangbali Ka (नाम लेगा जो बजरंगबली का: भजन)


Naam Lega Jo Bajrangbali Ka,
Kasta Jivan Ke Sare Katenge ॥
Naam Hanuman Ko Bhajega,
Uska Duniya Mein Danka Bajega,
Naam Ke Inki Phere Roj Mala,
Uske Dukh Darda Sare Mitenge,
Naam Lega Jo Bajrangbali Ka,
Kasta Jivan Ke Sare Katenge ॥

Hay Hanuman Dhan Dhany Data,
Jod Lo Inaki Bhakti Se Naata,
Ban Gaya Jo Bhi Inaka Deewana,
Usako Har Pal Sahaare Milenge,
Naam Lega Jo Bajrangbali Ka,
Kasta Jivan Ke Sare Katenge ॥

Jab Hanuman Karte Hai Mangal,
Phir Na Hota Kabhi Bhi Amangal,
Padh Lo Hanuman Ji Ki Chalisa,
Gam Ke Badal Tumhare Chatenge,
Naam Lega Jo Bajrangbali Ka,
Kasta Jivan Ke Sare Katenge ॥

Naam Lega Jo Bajrangbali Ka,
Kasta Jivan Ke Sare Katenge ॥
नाम लेगा जो बजरंगबली का: भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाम लेगा जो बजरंगबली का, कष्ट जीवन के सारे कटेंगे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye