Nagri Ho Ayodhya Si, Raghukul Sa Gharana Ho (नगरी हो अयोध्या सी, रघुकुल सा घराना हो - भजन)


Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।
Aur Charan Ho Raghav Ke,
Jahan Mera Thikana Ho ॥
Ho Tyag Bharat Jaisa,
Sita Si Nari Ho ।

Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।
Aur Charan Ho Raghav Ke,
Jahan Mera Thikana Ho ॥

Shraddha Ho Shravan Jaisi,
Shabari Si Bhakti Ho ।

Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।
Aur Charan Ho Raghav Ke,
Jahan Mera Thikana Ho ॥

Meri Jeevan Naiya Ho,
Prabhu Ram Khevaiya Ho ।

Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।
Aur Charan Ho Raghav Ke,
Jahan Mera Thikana Ho ॥

Sarayoo Ka Kinara Ho,
Nirmal Jal Dhara Ho ।

Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।

Kaushalya Si Mai Ho,
Lakshman Sa Bhai ।
Aur Swami Tumhare Jaisa,
Mera Raghurai Ho ॥

Nagri Ho Ayodhya Si,
Raghukul Sa Gharana Ho ।
Aur Charan Ho Raghav Ke,
Jahan Mera Thikana Ho ॥
नगरी हो अयोध्या सी, रघुकुल सा घराना हो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नगरी हो अयोध्या सी, रघुकुल सा घराना हो । और चरण हो राघव के..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanAyodhya BhajanRam Mandir BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi BhajanTripti Shaqya Bhajan

Other Popular Nagri Ho Ayodhya Si, Raghukul Sa Gharana Ho Video

Nagri Ho Ayodhya Si By Devi Hemlata Shastri Ji

Nagri Ho Ayodhya Si By Maithili Thakur, Rishav Thakur, Ayachi Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..