Naino Mein Neend Bhar Aayi (नैनो में नींद भर आई - भजन)


Naino Mein Neend Bhar Aai Bihari Ju Ke,
Naino Mein Neend Bhar Aai Raman Bihari Ju Ke
Naino Mein Neend Bhar Aai Bihari Ju Ke,
Naino Mein Neend Bhar Aai Raman Bihari Ju Ke
Kaun Bihari Ju Ko Doodh Pivave,
Kaun Khilave Malai Bihari Ju Ko,
Naino Mein Neend Bhar Aai

Maiya Yashoda Doodh Pivave,
Baaba Khilaave Malai Bihari Ju Ko,
Naino Mein Neend Bhar Aai

Kaun Bihari Ju Kee Sej Bichhaave,
Kaun Kare Gun Gayee Bihari Ju Ke,
Naino Mein Neend Bhar Aai

Lalita Vishaakha Sej Bichhaave,
Bhakti Kare Gun Gayee Bihari Ju Ke,
Naino Mein Neend Bhar Aai
नैनो में नींद भर आई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नैनो में नींद भर आई बिहारी जू के, नैनो में नींद भर आई रमण बिहारी जू के, कौन बिहारी जू को दूध पिवावे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanDhruv Sharma Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥