Nit Jyoti Jale Akhand (नित ज्योति जले अखंड - भजन)


Nit Jyoti Jale Akhand Meri Maiya Tere Dware,
Meri Maiya Tere Dware Maa Vaishno Tere Dware,
Nit Jyot Jale Akhand.....
Teri Jyoti Ka Ujiyara Maa Dekh Raha Jag Sara,
Teri Shakti Prabal Prachand Meri Maiya Tere Dware,
Nit Jyot Jale Akhand....

Jisne Teri Kadar Na Jaani Woh Kahlata Abhimani,
Tune Uske Hare Ghamand Meri Maiya Tere Dware,
Nit Jyot Jale Akhand.....

Ragi Ek Das Tumhara Maa Dedo Use Sahara,
Charnon Mein Paye Aanand Meri Maiya Tere Dware,
Nit Jyot Jale Akhand.....
नित ज्योति जले अखंड - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नित ज्योति जले अखंड मेरी मैया तेरे द्वारे, मेरी मैया तेरे द्वारे माँ वैष्णो तेरे द्वारे, नित ज्योत जले अखंड.....
Bhajan Maa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Aangan Aaya Ji

Mhara Maa Gauri Ka Laal, Gajanand Aangan Aaya Ji, Aangan Aaya Ji Gajanand, Aangan Aaya Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal, Gajanand Aangan Aaya Ji ॥

Jai Ganesh Kato Kalesh

Jay Ganesh Jay Jay Ganesh, Jay Ganesh Jay Jay Ganesh, Jay Ganesh Kato Kalesh,
Jay Ganesh Hitakari, Vighn Vinashan Vath Pratham, Pooja ho sada tumhari, mJay Ganesh Jay Jay Ganesh,
Jay Ganesh Jay Jay Ganesh, Jay Ganesh Kato Kalesh ॥

Hum Aaye Hai Tere Dwar Girija Ke Lalna

Hum Aaye Hai Tere Dwar, Girija Ke Lalna, Ho Devo Ke Sardar, Giraja Ke Lalna, Karane Didar Didar Didar, Didar Giraja Ke Lalna, Are De Tali De Tali Naache Re, Sab Bhakt Tere Angana, Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥

Mere Gannayak Tum Aa Jao

Meri Sakhiyan Mujhse Poochhe Hai, Kab Aayenge Gajmukh Bolo, Ab Ashtavinayak Aa Jao, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jaon, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥