O Maa Pahadan Waliye Sun Le Mera Tarana (ओ माँ पहाड़ावालिये, सुन ले मेरा तराना - भजन)


O Maa Pahadan Waliye,
Sun Le Mera Tarana ॥
Doha - Mera Nahi Hai Kuch Bhi,
Sab Kuch Tera Kiya Hai,
Kirpa Hue Hai Asi,
Bin Mange Sab Diya Hai,
Jesa Tu Chahe maiya,
Wesa Main Chalta jaun,
Jisme Ho Teri Mahima,
Aase Hi Geet Gaun ॥

O Maa Pahadavaliye,
Sun Le Mera Tarana,
Sun Le Mera Tarana,
Sun Le Mera Tarana,
O Maa Pahadavaliye,
Sun Le Mera Tarana ॥

Apne Huye Paraye,
Dushman Hua Jamana,
Apne Huye Paraye,
Dushman Hua Jamana,
Kashton Se Meri Maiya,
Tu Hi Mujhe Bachana,
O Maa Pahadan Waliye,
Sun Le Mera Tarana ॥

Phulon Mein Tujhko Dhunda,
Kaliyon Mein Tujhko Dhunda,
Phulon Mein Tujhko Dhunda,
Kaliyon Mein Tujhko Dhunda,
Tu Kahi Najar Na Aae,
O Maa Pahadan Waliye,
O Maa Pahadan Waliye,
Sun Le Mera Tarana ॥

“O Meri Sherawali Maiya,
Meri Jotawali Maiya,
Mere Saath Hai, Sar Pe Haath Hai,
Meri Durga Maiya Kaali,
Meri Mehrawali Maiya,
Mere Saath Hai, Sar Pe Haath Hai” ॥

Sabki Sunle Tu Maiya,
Raja Ho Ya Fakira,
Sabki Sunle Tu Maiya,
Raja Ho Ya Fakira,
‘Baba’ Ki Ye Tamanna,
Mera Bhi Sun Tarana,
O Maa Pahadan Waliye,
Sun Le Mera Tarana ॥

O Maa Pahadavaliye,
Sun Le Mera Tarana,
Sun Le Mera Tarana,
Sun Le Mera Tarana,
O Maa Pahadavaliye,
Sun Le Mera Tarana ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Kanwar Saja Ke Chalo Sawan Ritu Hai Aayi

Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi, Bhakto Ko Shiv Ne Apne, Awaj Hai Lagae, Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi ॥

Hey Shivshankar Hey Karunakar

Hey Shivshankar Hey Karunakar, Hey Parmeshwar Parampita Har Har Bhole Namah Shivay,

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare, Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo, Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo, Jeevan Jyotirmay Ho Jaye