Pakad Lo Hath Banwari (पकड़ लो हाथ बनवारी - भजन)


Pakad Lo Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge,
Hamara Kuchh Na Bigdega,
Tumhari Laaj Jayegi,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥
Dhari Hai Paap Ki Gathri,
Hamare Sar Pe Ye Bhari,
Vajan Paapo Ka Hai Bhaari,
Ise Kaise Uthainge,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥

Tumhare Hi Bharose Par,
Jamana Chhod Baithe Hai,
Jamane Ki Taraph Dekho,
Ise Kaise Nibhayenge,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥

Darde Dil Ki Kahe Kisase,
Sahara Na Koi Dega,
Sunoge Aap Hi Mohan,
Aur Kisko Sunayenge,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥

Phasi Hai Bhawanr Mein Naiya,
Prabhu Ab Doob Jayegi,
Khivaiya Aap Ban Jao,
To Beda Paar Ho Jaaye,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥

Pakad Lo Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge,
Hamara Kuchh Na Bigdega,
Tumhari Laaj Jayegi,
Pakad Lon Hath Banwari,
Nahin to Doob Jayenge ॥
पकड़ लो हाथ बनवारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पकड़ लो हाथ बनवारी, नहीं तो डूब जाएंगे, हमारा कुछ ना बिगड़ेगा, तुम्हारी लाज जाएगी, पकड़ लों हाथ बनवारी, नहीं तो डूब जाएंगे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKrishn Janmasthami Bhajan

Other Popular Pakad Lo Hath Banwari Video

By Reshmi Sharma

By Pujya Shri Aniruddhacharya Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye, Hai Atut Yah Naata Sherawaliye

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr