Parades Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum (परदेस जा रहे हो, कैसे जियेंगे हम - भजन)


Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum,
Kaise Jiyenge Hum Kanhaiya,
Kaise Jiyenge Hum,
Dil Leke Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥Naina Bane Ho Aap Hi,
Kajal Bane The Hum,
Jab Naina Hi Band Honge,
Jab Naina Hi Band Honge,
Kese Jiyenge Hum,
Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥

Murat Bane The Aap Hi,
Mandir Bane The Hum,
Jab Mandir Hi Band Honge,
Jab Mandir Hi Band Honge,
Kese Jiyenge Hum,
Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥

Chanda Bane The Aap Hi,
Chakvi Bane The Hum,
Jab Chanda Hi Na Raha To,
Jab Chanda Hi Na Raha To,
Kese Jiyenge Hum,
Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥

Kese Kya Bhul Ho Gae,
Mujhse Mere Pritam,
Jab Sanse Na Rahi To,
Jab Sanse Na Rahi To,
Kese Jiyenge Hum,
Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥

Kese Hai Prit Teri,
Kesi Saja Diya Hai,
Jab Pran Na Rahe To,
Jab Pran Na Rahe To,
Kese Jiyenge Hum,
Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥

Parades Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum,
Kaise Jiyenge Hum Kanhaiya,
Kaise Jiyenge Hum,
Dil Leke Ja Rahe Ho,
Kaise Jiyenge Hum ॥
परदेस जा रहे हो, कैसे जियेंगे हम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
परदेस जा रहे हो, कैसे जियेंगे हम, कैसे जियेंगे हम कन्हैया, कैसे जियेंगे हम, दिल लेके जा रहे हो, कैसे जियेंगे हम ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...