Pooch Rahi Radha Batao Girdhari (पूछ रही राधा बताओ गिरधारी - भजन)


Puchh Rahi Radha Batao Girdhari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।
Gokul Mein Chhup Chhup Ke Makhan Churayo,
Gwal Val Sang Mil Bant Ke Khayo ।
Darshan Ki Pyasi Ye Radha Vechari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

Puchh Rahi Radha Batao Girdhari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

Din Sara Ghum Bin Daman Bhatko,
Mujhse Dur Dur Rah Tum Chhatkyon ।
Achchhi Lagi Tum Ko Ye Gwalin Ki Gadi,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

Puchh Rahi Radha Batao Girdhari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

Kanha Tere Bole Se Madhu Kap Kt Hai,
Sanvari Suratiyan Se Ras Barsat Hai ।
Shyam Ka Hai Dete Meri Sudh Visari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

Puchh Rahi Radha Batao Girdhari,
Main Lagu Pyari Ya Bansi Hai Pyari ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
पूछ रही राधा बताओ गिरधारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पूछ रही राधा बताओ गिरधारी, मैं लगु प्यारी या बंसी है प्यारी । गोकुल में छुप छुप के माखन चुरायो, ग्वाल वाल संग मिल बाँट के खायो...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanTripti Shakya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Wo Mahakal Sarkar Hai

Teen Lok Ke Swami Hai Woh Sarv Jagat Aadhar Hai, Devo Mein Woh Hai Dev Bade Woh Sabke Palan Haar Hai, Avantika Nagari Jo Baithe Karke Bhasm Shringar Hai…..Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo

Aao Gajanand Pyara, Bega Padharo Ganpati Ji, Dundala, Sundala, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana

Aaye Hai Ganesh Bappa, Aaj More Angana, Aaj More Angana, Ji Aaye More Angana, Aaye Hain Ganesh Bappa, Aaj More Angana ॥