Prabhu Ram Bhi Rini Hai (प्रभु राम भी ऋणी है - भजन)


Pawan Tanay Sankat Haran, Mangal Murti Roop।
Ram Lakhan Sita Sahit,Hriday Basahun Sur Bhoop॥
Prabhu Ram Bhi Rni Hai Hanuman Ji Tumhare।
Sab Kaam Ram Ji Ke, Tumne Sada Sanware॥
Prabhu Ram Bhi Rni Hai...
Tumne Hi Ram Ji Se Sugreev the Milaye।
Sudh Maan Siya Ki Lekar Lanka Se Tum Hi Aaye॥
Mahavir Saare Sankat Raghav Ke Tumne Taare॥

Shri Ram Naam Likhkar Patthar Na Tum Tairate।
Sagar Pe Veer Hanumat Setu Na Tum Banate॥
Karte Chadhai Kaise Lanka Par Veer Saare॥
Prabhu Ram Bhi Rini Hai...

Shri Ram Aur Lakhan Ko Patal Se Chhudaya।
Abhiman Ahiravan Ka Kapi Aapne Mitaya॥
Ki Ram Ji Ki Raksha Chun Chunke Dusht Maare।
Prabhu Ram Bhi Rini Hai Hanuman Ji Tumhare।
Sab Kaam Ram Ji Ke Tumne Sada Sanware॥
प्रभु राम भी ऋणी है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पवन तनय संकट हरण, मंगल मूर्ती रूप। राम लखन सीता सहित,हृदय बसहुँ सुर भूप॥ प्रभु राम भी ऋणी है हनुमान जी तुम्हारे। सब काम राम जी के, तुमने सदा संवारे॥
Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...